Showing posts with label Sad Ghazals. Show all posts
Showing posts with label Sad Ghazals. Show all posts

Tuesday, 15 October 2013

Aik chadar ko rah-e-mehbob main bicha dena,

Main mar jaon to usay mera kafan bana dena,

Boht roey ga mujhey dekh dekh kar wo shakhs,

Is liye dair na lagana mujhey jaldi dafna dena,

Lagana aik poda meri qabar key serhanay,

Meray yar ke anso usko pila dena,

Saturday, 5 October 2013

Agar Ansu Baha Deta Toh Us K Pass Kya Rehta?

Woh Mujhko Hosla Deta, Toh Uske Paas Kya Rehta?

Nishan Koi Nahi Milta, Mujhe Us Taq Ponchnay Ka?

Mujhe Apna Pata deta, Toh Us K Paas Kya Rehta?

Woh Uska Man Tha K, Jis K Dam Se Woh Zinda Hai,

Mein Uska Dil Dukha Deta Toh Us K Paas Kya Rehta?

Meri Yaadon Ne Hi Ab Taq, Usay Abad Rakha Hai,

Woh Mujhko Hi Bhula Deta,Toh Uskay Paas Kya Rehtaa....
Ik lafaz kehty huay baras guzar gaye,

lafz honthu pe A k bikhar gaye,

Yeh mamla.e.ishq hai,

Do dil chahne wale jidhr gaye,

ik glass mein Jam ki manind uttar gaye,

Leken hum keh na saka ik lafz apny yar ko,

zindgy shuru hony se pehly hy bichar gaye.
Kar k yad Dil ko rulana ho ga,

Purnam Ankhun se Ashqoon ko bahana ho ga,

Chahay Routh jao Hazaru Bar,

Bari Mohabbat se Manana Ho ga,

Tumhare loat Ane Ki Khabar Sun Kar,

Sari galioun Ko Sajana Ho Ga.
Alag reh lein Gy zindgy mein Sanam,

Tujhy ankhu mein Basana ho ga,

Kabhi Sun K Zikar tera dost,

Majid Ko Sara Jahaan Lootana Ho Ga,

Har ik Khata ki Khatir dost,

Majid Ko sar Tere Qadmu Mein Jhukana ho ga.???


...Written By Maji....
Karz meri mohabbat ka kaisy utar pao gy,

Kar k nilam sari dunya Baqi Udhar Pao gy,

Kash azmao Ap mujhy zindgy ki rahu mein,

Tan, mann, dhan sb Apny Qadmu mein Nisar pao ge,

Teri aik choti c khushy pe kar du qurban sara jahaan,

Sochta hu, Khuddar ho tm kaisy karz utar pao gy,

Kar Lo Aaj bat kisi Ki Khushy ki Khatir,

Warna Maji ko Char Kandu pe shan se Sawar pao gy.

...Written By Maji...

Tuesday, 1 October 2013

Sad Ghazals, FriendShip sms
Wohi Sochain Wohi Batain Wohi Andaz Ab Bhi Hai,

Boht be-Chain lagtey Ho Koi To Raaz Ab Bhi Hai,

Main Kaise Teri Yadon Aur Wadon Se Nigah Phairon,

TU Mujh Se Dor Reh Kar Bhi Mera Hamraz Ab Bhi Hai,

Ye Tum Ho Jo Es Taaluq Par Pareshan Ho,

"Ae Dost"

Magar Is be-lous Rishtay Pe Muhje To Naaz Ab Bhi Hai.

Sunday, 29 September 2013

Dukhy Ghazals, Sad Ghazals
Jub kanch uthany parh jayen,
Tum hath hamara le jana,

Jub samjho k koi sath nhi,
Tum sath hamara le jana,

Jab daikho k tum tanha ho,
Aur rastay hain dushwar boht,

Tab ham ko apna keh dena,
Bay bak sahara ly jana,

Jo bazi bhi tum jeeto ge,
Jo manzil bhi tum pao ge,


Ham pas tumharay hon na hon
Ehsas hamara sath le jana,

Jab yad hamari aye gi,
Tum pas hamare a jana,

Ik muskurahat de jana,
Tum jan hamari ly jana,

Jub kaanch uthany parh jayen,
Tum hath hmara le jana.

Wednesday, 25 September 2013

Missing You Picture, Dukhy Ghazals
Aaj b tere liye dil mein chahatein baqi hain,

Tujh se jo karni they wo adhuri baatain baqi hain,

Tum ne kaise soch lia k mujhe teri talab nahi,

Dil mein utar k deikh ab b teri hajatein baqi hain,

Kabhi fursat milay to aa kar deikh mere makaan mein,

Aaj be teri khushbu,
teri parchhai,
teri aahatein baqi hain,

Dekh mera zarf k mein toot kar abhi bikhra nahi,

Aankh mein aansu hain magar lab per muskurahatein baqi hain.
dukhy Ghazals
Is mohobat k rishty ko nibha jao kisi din,

Jo mil jay kabhi fursat tu pas aa jao kisi din,

Milta ha sabhi kuch sabhi ko ye suna ha,

Mujh ko to faqat tum hi mil jao kisi din,

Barson say ye Dil mera khali hi para ha,

Tum Apny Naam ki takhti hi laga jao kisi din,

Nam Mohobat ko kaisy basaya jata hai apni sanso                                                                                        mai,

                                                                                    Mujko b hunar aisa sikha jao kisi din,

                                                                                    Muqadr mai jo ho tu wo kabhi badalta nai Diya,

                                                                                    Fursat milay tu dil ko ye samja jao kisi din.
Main Jeet K Haara,
To Kis Mor Pe Aa K,

Toota Tera Sahara,
To Kis Mor Pe Aa K,

Nishan Tak Na Raha,
Meri Chahtoon Ka,

Mujhe Taqdeer Ne Mara,
To Kis Mor Pe Aa K,

Jab Na Rahi Dil Mein,
Koi Pyar Ki Hasrat,

Mujhe Tum Ne Pukara,
To Kis Mor Pe Aa K,

Umar Bhar Doobte Rahy Hum,
Gham K Sumandr Mein,

Ab K Mila Kinara,
To Kis Mor Pe Aa K,

Guzri Hai Umar Sari,
Yun kushi Mein,

Tu Ne Zinda mara b,
To Kis Mor Pe Aa k,
Dukhy Ghazals
Aao kisy shab mujhe tot k bikhrta dekho,
meri ragon main zehar judai utarta dekho,

kis kis ada se tujhe manga hai rab se,
aao kabhi mujhe sajdon mein sisakta dekho,

teri talash mein humne khud ko kho diya,
Mat aao samne magr kahen chup k humen tarpta dekho.
Sad Ghazals, Dukhy Ghazals
Aankhon me aansuon ki haqiqt na pochta,

Ae kaash mujh se wo meri halat na pochta,

Ab main ne us se us ko talab kar lia to kya,


Wo bhi to mujh se meri zarort na pochta,

Wo mujhko aazmata kisi aur tarha se,

Kitni hai mujh ko us se mohabat na pochta,

Agar wo jaan jata dil ke muamlay,

Mujh se kabhi bhi wajah-e-mohabat na pochta.

Sad Ghazals, Dukhy Ghazals
Aankhain khawab dekhti hain,

Kisi say mil janey ka,

Ya khud ko kho denay ka,

Tanha reh janay ka,

Khud ko aar denay ka,

Chahat haar denay ka,

Aankhain khuab dekhti hain,

Bichray huye lamhon ka,

Kisi raastay per mil janay ka,

Zakhmon kay sil janey ka,

Zamanay kay guzer janay ka,

Khuab kay hasil ki haqeeqat ka,

Haqeeqat ka khuwab main tehleel honay ka,

Bikhray khuabon ki takmeel ka,

Tum to khud ik khuwab ho,

Husn ka, jawani ka,

Ik dard bhari kahani ka...
Sad Ghazals, Dukhy Ghazals
Aankh Se Lahu Na Bahaya Kar,

Aey Dil Usy Kabi To Bhol Jaya Kar,

Dekh na Vo Ek Din Tumhe Chor Jaye Ga,

Na Ussy Itna Sataya Kar,

Itna Aitbaar Bi Acha Nhi Hota,

Ussy Har Ek Baat Na Bataya Kar,

Shiddat-E-Gham Sy Seena Phat Jaye Ga,

Aankh Sy Kuch Aansoo Bahaya Kar,

Us Jaisa Tumhe Kahin Mil Nhi Sakta,

Hazaar Baar Ruthe Hazaar Baar Mannaya Kar,

Yahan Baad Muddat Koi Sukh Milta Hy,

Haath Ayi Khushi Yun Na Ganwaya Kar.
Dukhy Ghazals, Sad Ghazals
Meri ZINDGI ko ik TAMASHA bana diya OSNE,

Bhari MEHFIL men TANHA bitha dia OSNE,

Aisi kya thi NAFRAT OS ko is masoom DIL se,

Khushian CHURA kar GAM thama dia OSNE

Bohat NAAZ tha OS KI WAFA pe kabi HUM ko,

Mujh ko hi meri NAZRON me GIRA dia OSNE,

Khud BEWAFA tha meri WAFA ki kia QADR krta

ANMOL tha main "KHAK" me MILA dia osNE,.......

Kisi ko YAAD krna to oski FITRAT me SHAMIL nhi,

HAWA ka jhonka samjh kar BHULA dia os ne

Tuesday, 24 September 2013

Dukhy Ghazals, Sad Ghazals
TU NE chaha hi nahi halaat to badal sakte the.

MERI aankho ke aansu teri aankh se nikal sakte the.

TU NE smja hi nhi meri wafa ki keemat ko wrna.

NARM lafzon se to ptthar b pighal skte the.

HUM to thehre hi rahe 1 jheel k pani ki tarha.

AGR drya bnte to bohat door nikal skte the...
Dukhy Ghazals, Sad Ghazals

Sham K Saye Jo Suraj Ko Chupanay Niklay,

Hum Diye Le Kr Andheroon Ko Jalanay Niklay,

Aur To Koi Na Tha Jo Jurm-e-Baghawat Karta,

Aik Hum Hi Thay Jo Ye Rasam Nibhanay Niklay,

Shehar Mein, Dasht Mein, Sehra Mein Bhi Tujh Ko Paya,

Ae Gham-e-Yar Tere Kitnay Thikanay Niklay,

Chaand Nikla To M.Maji Logoon Se Lipat Kar Roya,

Gum K Aanso Thay Jo Khushyoon K Bahanay Niklay...
Dukhy Ghazals, Sad Ghazals
Apni muhabat per bohat NAZ tha mujhey,

Is me hoga dhoka kabi socha na tha,

Hum ne khud ko bhula diya us ki chahat me,

Wo hum ko bhula dey ga kabi socha na tha,

Wo mulaqaten wo qasmen wo waadey,

Sub dikhawa ho ga kabi socha na tha,

Dikha k khoobsurat khawab hum ko,

Phir khud hi torr dey ga kabi socha na tha,

Khud chal kr hamarey sath manzil ki taraf,

Phir tanha chorr dey ga kabi socha na tha.
Dukhy Ghazals, Sad Ghazals
Gali Mein Dard Ke Purzey Talash Karta Tha,

woh Mere Khatoot Ke Tukrey Talash Karta Tha..


Ajab Hijar-Parasti Thi Uski Fitrat Mein,

Shajar Ke Tootey Pattey Talash Karta Tha..


Tamaam Raat woh Pardey Hata Ke Chaand Ke Saath,

J0 Kho Gaye Thy woh Lamhey Talash Karta Tha..


Tamaam Raat woh Zakhma Ke Apney Pairo'n K0,

Mere Waj00d Ke Zarrey Talash Karta Tha.

Duaae'n Karta Tha Jaa Ke Ujrhey Mazaaro'n Par


Barhey Ajeeb Sahaarey Talash Karta Tha..


Mujh ko tou Aaj Bataya Hai In Hawaao'n Ne

woh Lout Aaney Ke Rastey Talash Karta Tha..
Dukhy Ghazals, Sad Ghazals
Us k labon pe raat kahani ghazab ki thi,

Jazbat beh rahe they rawani ghazab ki thi,

Raja bhi la jwab tha wadi-e-ishq ka, Lekin dayar-e-husn ki rani ghazab ki thi,

Kya kya na shaam i meri umar main magar, Guzri jo tere sath sohani ghazab ki thi,

Dekhi hay main ne shaher main charti jawanyan, Lekin jo tujh pe i jawani ghazab ki thi,

Main ek umr tak likhta raha dastan-e-gham, Jo tum ne sunai wo kahani ghazab ki thi,

Anso judai yad , aur sham e gum mohsin, Us be wafa ki hr ik nishani ghazab ki thi.