Hazrat AL-Bara ibn-e-Azib Razi-ALLAHu Anhu farmate hain:
Huzur Aleh Salam ne Eid ke roz hmein khutba dia ke Koi bhi namaz se pehle janwar zibah na kare.
Tirmizi J#1 P#182
Hazrat AL-Bara ibn-e-Azib Razi-ALLAHu Anhu farmate hain:
Huzur Aleh Salam ne Eid ke roz hmein khutba dia ke Koi bhi namaz se pehle janwar zibah na kare.
Tirmizi J#1 P#182
Aik chadar ko rah-e-mehbob main bicha dena,
Main mar jaon to usay mera kafan bana dena,
Boht roey ga mujhey dekh dekh kar wo shakhs,
Is liye dair na lagana mujhey jaldi dafna dena,
Lagana aik poda meri qabar key serhanay,
Meray yar ke anso usko pila dena,
Sajdon Mein Guzaar Doonga Apni Saari Zindagi.
"Iqbal"
Bus Ek Baar wo Keh De K Mujhe Duaon Say Maang Lo.
"Beautiful Advice"
by Hazrat Ali (A.S)
1. "Mazaaq Zaroor Karo Magar Etna Yad Rakho k
Mazaaq Karne or Mazaaq Urane mein Farq Hota Hai."
2. "Roothne Wale ko Itna nai Rothna Chahiye k Manane wala Khud Hi Rooth Jaye."
3. "Logon ko itni jaldi maaf kar dia karo jatni jaldi tum Allah se maafi ki umeed rakhty ho,"
4. "Kisi ki Khamoshi ko Takabbur na Samjho Ho Sakta Hai K wo Khud Apni Zaat Se Jang Karne mai Masroof Ho.
Wakeel:
My lord Kanoon ki kitaab k safa number 15 k mutabik mere mowakkil ko ba-izzat bari kiya jaye,
JUDGE:
Kitaab pesh ki jaye,
(Kitaab pesh ki gayi)
Judge ne safa numbr 15 khola to us mein 5000 k 4 note thay,
JUDGE:
Es tarha k ek do saboot aur pesh kiye jayen.
Agli barish ka wada. tha us ka...
Me kis se kahun jo us se kaheay ke Ajao Barish lout i hai.
Happy Raining Day
Kaash Mei Paalat Jaoon Bachpan Ki Waadi mein,
Na Koi Zaroorat thi, Na Koi Zaroori tha.