Mohabat rog hoti hy kaha bi tha,
Rula k khud bi roti Hy kaha bi tha,
Usay tum dil ki dharti ka pata mat do,
Ye is mein dard boti hy kaha bi tha!
Kinaray k bht nazdek le ja kr,
Ye kashti ko daboti hy kaha bi tha!
Azal se is ki aadat hy zamane Ko,
Jaga kr aap soti Hy kaha bi tha...
0 comments:
Post a Comment