Sath rotay thay mere sath hansa kartay thay,
Wohi ek thay jo mere dil mein basa krtay thay,
un ki chahat ke talbgar thay ham is darjay
K ham musalle pe namazon mein dua krtay thay,
Ik lamhe ka bicharna bhi gawara na tha un se
Rote rote un se yehi kaha krtay thay,
Rog dil ko jo laga bethay thay anjane mein,
un ki agosh mein marne ki dua krta thay,
Baat kismat ki thi k door ho gaye jo hum se,
NiRaSH
Warna ham to une apni taqdeer kaha krtay thay.

0 comments:
Post a Comment