Tumhary sheher ka mosam bara suhana lage,
Main ik sham chura loon agr bura na lage,
Jo doobna hai to itne sukoon se doobo,
K aas pas ki lehron ko b pata na lage,
Tumhary bas main ager ho to bhool jao humain,
Tumhain bhulane main shayad humain zamana lage,
Na jany kia hai kisi ki udaas aankhon main,
Wo muh chupa ke bhi guzry to bewafa na lage,
Humari Dosti se jalne lagi hai ik duniya,
Dua karo kisi dushman ki bad dua na lagy.

0 comments:
Post a Comment