Showing posts with label Dua Sms. Show all posts
Showing posts with label Dua Sms. Show all posts

Saturday, 21 September 2013

Khilti Phoolu ki Ridda Ho jaye,
Itni Hassas Hawa ho jaye,
Maangty hi Hath par khushiaaan Rakh de,
Itna meharbaan Ap pe Mera Khuda Ho jaye.

(Ameen)
Have A Good Day..
Ya Rab mujhy woh Taqat na de jis se mein dusroon ko Kamzor kar du.
Mujhy woh dolat na de jis ki khatir mein dusru ko gareeb kardu.
Mujhy woh elam na de jissay mein apnay seenay mein chupa ke rakhu.
mujhy woh bolandi na de k mujhy Pasti me kuch nazar Na aye.
Laken................
Mujhy Woh sub kuch de jissay mein dusru mein bant saku or sub k Brabar ho jaoun

(Ameen)
Ik arzu hai puri parwrdgar kare,
Mein dair say jaon wo mere intzar kre,
Apne hathon say sanwarun zlfein uski,
Wo sharma ker mhabat ka iqrar kre,
Lipat jay mujhse aalm e madhoshi mein,
Or josh e janum mein mohabaat ka izhar kre,
Ho shab e wisal ya RAB!,
Kia bheegi zulfon say mujhe bedaar kre,
Jab use chor kia jana chahun Wasi,
Wo roka or ik raat ka israr kre,
Qasam khada ki main kisi or ka ho nahi sakta!
Ya wada e wafa wo bar bar kre…
Mere saath tum bhi dua karo yun kisi ke haq mein bura na ho
kahin aur ho na ye hadsa koi raaste mein judaa na ho

mere ghar se raat ki sej tak vo ik aansu ki lakir hai
zaraa barh ke chand se puchna vo isi taraf se gayaa na ho

sar-e-shaam Thehari hui zamin, aasman hai jhuka hua
isi mod par mere vaaste vo chiragh le kar khada na ho

vo farishte aap hi Dhoondiye kahaniyon kii kitaab mein
jo buraa kahein na buraa sunay koi shaKhs un se Khafa na ho

vo visaal ho ke firaaq ho teri aag mahakegii ek din
vo gulaab ban ke khilegaa kyaa jo chiragh ban ke jalaa na ho

mujhe yun lagaa ki Khaamosh Khushbu ke hont titali ne chu liye
inhi zard patton ki oT mein koi phool soyaa huaa na ho

isii ehatiyaat mein main rahaa, isi ehatiyaat mein vo rahaa
vo kahan kahan mere saath hai kisi aur ko ye pata na ho
Hai duaa yaad mager harf-e-duaa yaad naheen
merey naghmaat ko andaz-e-nawaa yaad naheen
hum ne jin ke liye rahoon main bichaya tha lahoo
hum se kehtey hain wohi ehd-e-wafa yaad naheen
zindagee jabr-e-musalsal ki terha kaati hai
janey kis jurm ki pai hai saza yaad naheen
main ne palkoon se der-e-yaar peh dastak di hai
main woh saa-il hoon jisey koi sadaa yaad naheen
kaisey bher aain ser-e-shaam kisi ki aankhain
kaisey theraaii charaghoon ki zayaa yaad naheen
sirf dhundlaye sitaroon ki chamak daikhee hai
kab hua kon hua mujh se khafa yaad naheen
DUA ME LAB PER SAWAL RAKHNA
NIGAH PER APNI KAMAL RAKHNA
DENE CHAETY HO AGAR KHUSHIYAN HAMEIN

TO,

KHUSH REHNA AUR APNA KHAYAL RAKHNA
You To Duain Roz Kia Kertay hain
Bas Kisi terha Mil Jae Dua Roz kia ketray hain
Khayal to ata hai Ager na milay to kia hoga
Ess Liyee Tujhay Dil mai Basae Rakhtay hain

Tumhari yado Ko Hamesha Hum Sajae Rakhtay hain
Dil Key hal Ko Logo Say Chupae Rakhtay hain
Hum say Ager Koi Pochay Ga tumhara
Tu hum keh daingay Ankho Mai Sajaee Rakhtay hain

Eik Bat Sochi Hai samjhi Tum KO BatatTay Hain
Ager tum Naraz na Ho to tum ko bataTtay Hain
Khuda Na Karya Kay Kabhi Biecharna para
To Bas Jan Layna YE Muqaddar kEy FAislay hAin

Mager kuch Bhi HO Ye Hum KO yad Rakhna hain
Hal Par Har Ghari Eik Dosray ko Yad Rakhna hain
Yaad to Aiege Dukh to Hoga Tere Na Hone Ka
Mager Ye samjh Layna Ahsan Us Key Liye Jety hain
Dua nahi to gila deta koi
meri wafaon ka sila deta koi

jab mukadar hi nahi tha apna
deta bhi to bahla kya deta koi

hasil-e-ishq faqat dard hai
aye kash pehle hi baat deta koi

taqdeer nahi thi agar aasmaan chuna
khaq me hi mila deta koi

bewafa bhi humein bewafa keh gaya
is se zyada kya daga deta koi

guman hi ho jata kisi apne ka
daman hi pakar kar hila deta koi

arse se atka hai hinchkiyoun pe dun
acha hota ke bhula deta koi