Showing posts with label Golden Words. Show all posts
Showing posts with label Golden Words. Show all posts

Tuesday, 15 October 2013

"Beautiful Advice"
by Hazrat Ali (A.S)

1. "Mazaaq Zaroor Karo Magar Etna Yad Rakho k
Mazaaq Karne or Mazaaq Urane mein Farq Hota Hai."

2. "Roothne Wale ko Itna nai Rothna Chahiye k Manane wala Khud Hi Rooth Jaye."

3. "Logon ko itni jaldi maaf kar dia karo jatni jaldi tum Allah se maafi ki umeed rakhty ho,"

4. "Kisi ki Khamoshi ko Takabbur na Samjho Ho Sakta Hai K wo Khud Apni Zaat Se Jang Karne mai Masroof Ho.

Monday, 30 September 2013

khamoshi Ibadat Hai, Gloden Word Sms
Taqat Ki Zarort Tabhi Hoti He Jab Kuch Burra Karna Ho,

Warna Dunia Men Sab Kuch Paane K Liye Pyar He Kafi He.

"Hazrat ALi (R.A)"

Sunday, 29 September 2013

*.*'"ANMOL HEERAY"'*.*

Golden Words, sunehri Batein
"Ikhlaq acha hona 'ALLAH' sy mohbat ki daleel hai"

"Dil ka sukoon chahty ho to hasad sy dour raho"

"Musebat ki shikayat mat karo is sy 'ALLAH' naraz aur dushman khush hota hai"

"Khush rehna chahty ho to dosro ko khush rakho"

"Ilm aisa badal hai jis sy rehmat barasti hai"

"Naek banny ki koshish aisy karo jesy haseen banny ki koshish karty ho"

"Kisi sy milo is tarah k wo doubara aap sy milny ki tamana kary"
Golden Words

تین چیزیںدنیامیں بہت جلدی ٹوٹ جاتی ھیں

شیشہ

دل
وعدہ




تین چیزیںدنیا میںک بھی پیچھا نہیں چھوڑتیں

غم
یادیں
قرضہ

تین چیزیںزندگی میںکبھی واپس نہیں آتی


بندوق سے نکلی گولی
زبان سےنکلی بات
گزراھواوقت



تین چیزیں زندگی میں بہت رولاتی ھیں

غصہ
آس
سچا پیار