Suna hai aur koi Bhi chahne laga hai tumhain,
Hum ne agar toot k na chaha to us k ho jaana,
Hum ne tumhari yaad mai Aansoo k darya bahaa diye,
Us ki Aankh mai nami Bhi Aa jaey to us k ho jaana,
Hum ne tumhari khatir khud ko jala dia,
Uss ne agar pehlu Bhi jalaa dia to us k ho jana,
Hum ne tumhare liye apni neend qurban kar di,
Us ne aik shab Bhi tere naam kar di to us k ho jana.

0 comments:
Post a Comment