![]() |
FriendShip Sms ^ Dosti Sms |
Tare hathon ki khoshbo mare hathon main aaj bhi hai,
Ye or baat hai majboreyon ne nebhane na di dosti,
Warna shamil sachai mari wafaon main aaj bhi hai,
Mohabat say barh kr tum say aaqedat hai mujhay ay dost,
Yon maqam tera boland sab doston main aaj bhi hai,
Har lamha zindagi main mohabaten naseeb hon tujhe,
Shamil tu mari zindagi ki duaon main aaj bhi hai.
0 comments:
Post a Comment