Saturday, 5 October 2013

Sar-e-mehfil mun mora jana tera Tab se mehfil main jana he chor dya,

Tu ne samjha na mehfil k qabil tb se mehfil jana hy chor dia,

Tu ne samjha na kbi jawab k qabil,

karna qasid rawana he chor dya,

Tu ne ashkoon ko samjha safaid pani,

Tab se aansu bahana he chor dya,

Tu ne nazroon se jab chorai nazrain,

Hum ne nazrain uthana he chor dya,

Milna mera tumain nagwar guzra,

Hum ne rubaru aana he chor dya,

Tu ne samjha na yad k qabil,

"M" ne zamana he chor dya.

0 comments:

Post a Comment